Saturday, July 16, 2011

Remembers

Kisi ko kaya hasil ho ga mujhay yad karnay se,
Sahar"
main to aam sa insan hoon yahan to sab to khas ki talash hai
-----------------------------------------------------------
Aap
jantay hain hamain kya pasand hai?
Gulab
ki
Mehak
Rat
ki
Chandni
Shaam
ki
Udasi
December
Ki
Ratain
Or

or

or
Is message ka pehla lafz.
---------------------------------------
Teray lab se youn muskrana acha kagta hay,
bar bar
Nazrain
jhukana acha lagta hai
Tumhain maloom hay mujhay
shikast Nam se nafrat hai

Likan tum se haar jana Acha Lagta hai.
Main Tumhain is liye bar bar tang karta hon
K tum roth jao to mujhko manana acha lagta hai
-----------------------------------------------------
Petrol pump pe likha tha don 't use moile,
Pathan ne mobile nikala aur sub doston ko call
kar k kaha
Phone na karna main petrol pump pe hon.
----------------------------------------------------
Sardar ka beta us k pas aya aur pocha
ABBA main paroos ki larki k sath date par ja
raha hon jaiz hai?
Sardar: nahi
Beta: Q?
Sardar:
Tu ye raz apni ma ko na batana, wo larki teri behan hai
mera uski ma k sath chakt tha.
Aglay din betay ne dosri prosan ka aur tesray din 3rd
parosan ka poocha to har bar molvi ka chakar nikla.
Tang aa kar beta maa k pas gya or roty huay bola:
Maa main jis ko bhi date pe le jana chahta hon
Abba ka us ki ma se chakkar nikal ata hai
Har larki behan,
Maa nay betay ka matha chooma or boli:
Ja baita sab se date maar
.
.
.
.
.tu khud konsa Sardar ka baita hai???
---------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment