husan walon ko kaya zarorat hai sanwarne ke
dosto
hum to sadgi main bhi qayamat ki ada rakhtay hain.
-----------------------------------------------------
Ak haqeqat
larki sath ho to hotel ka bil
larki door ho to mobile ka bill
or
laski dor ho jaye to daru ka bil
is liye na lagao dil na aye ga bill
----------------------------------------------
dil main phol ban kr hum mehkana janteay hain
muskra k hum gham bulana jantay hain
log khush hotay hain humsay q k bina milay bhi hum dosti nibhana jantay hain
-----------------------------------------------------------------------------
kisi ko panay ki justuju main thakan se khud ko nidhal rakhana
jab us se milna to us se kuch na kehna
faqt nazar me sawal rakhan
agar tumhain hai sakoon ki khahish
to sirf itna khayal rakhna naseeb subhe urooj ho to
nazar main shame zawal rakhna
ye sardion ki udas ratenor uski ydon ki chandni
ka khayall rakhna na bhigen ankhen zabt-e-gham main kamal rakhna
jo tera gham hai wo gham hai mera
teri khushi main meri khushi hai
jo ho saky to khush hi rehna
meri khusi ka khayal rakhna
No comments:
Post a Comment