har su teri hi qudrat k hai lakhon jalway
Maula
Hyeran ho me do ankhon se kaya kaya dekhon.
--------------------------------------
If 3 second can make a photograph more
beautiful then just imagine if you keep
smiling always how beautiful your life
will be.
-----------------------------------------
Shadi main 1 pathan bohat dair tak khana
khata raha
kisi ne pucha kab tak khao ge?
Pathan:hum to khud thak gaya hai lekan card per
likha tha Dinner 7:00 pm to 9:00Pm
--------------------------------------------------
1 pathan kasaai ban gaya,
us ne jab pehli qurbani ki to sab nay usay boht mara..
Q?
us neay galy pr churi phertay houe kaha...
.
.
.
.
happy birhtday to you..
------------------------------------------------------
Jab bacha paida hota hai to saray khandan walay usay
dekhnay atay hain
Bachay ka baap kehtan hai meray betay ka chehra to
mujh par gaya hai..
chahch kehtah hai k is ka hath paon to bilkul mujh
par gaye hain...
Maa kehti hai iss ki naak mujh par gai hai..
Mamon kehta hai iss k kaan mujh par gaye hain..
Phir jab
Wo hi bacha bara ho kar lakian chairta hai to
saray khandan walay kehtay hain
.
.
.
.
Pata nai haramda kiday tey gaya a.
---------------------------------------------------------
Husan wlon ko kaya zarorat hai sanwrnay ki
dosto,
Tum to sadgi main bhi qayamat ki ada rakhtay ho,
Dedicate to me Clapping
Thank you
Thank you
baith jain.
-------------------------------------------------------
Abhi raat k diye jalay hain.
abhi taron k karwan chalyay hain
abhi hawan ne anchal lehraya hai.
Abhi chaand nay
chehra dikhaya hai.
Kuch wasal ki baat honay do,
Cahlo adhi rat honay do
Phir dil ko be-Qarar hona hai
Tab ankh ki meri sona hai
Phir raat chalay ge
Baat chalay ge.
Phir yadon ki barat chaly ge.
Phir khawab nagar main Basaira ho ga.!
Phir Subah talk wo mera hoga!
Phir subah tak wo mera ho ga.

bichar k tum say zindgi saza lagti hai.
yeh saans bhi jaisay mujh say khafa kagti hai,
Tarap uthatay hain dard k maaray,
Zakhmon ko jab teray shehar ki hawa kagiti hai.
Agar ummeed-e-wafa karon to kis say karon,
Mujh ko to meri zindgi bhi be- wafa lagti hai.

Zindgi uski jis ki mout pe zamand afsoos karay,
Wasi
Youn to har shaks aata hai is Dunia main marnay k liye?

Kisi ke sath guzray pak baray rangeen hotay hain,..
Mohabbat k ye roz-o-shab baray haseen hotay hain..
Ishaq karna hai to pehlay bikhrnay ka hunar sikho.,
Ishaq main aksar hadsay baray sageen hotay hain.,
kabhi fursat main aak k daikh is vairan se dill main.
Ap ki yad main hum bhi baray ghamgheen hotay hain!
-----------------------------------------------------
Daikh kar tenha mujh se pocha baharon nay,
Kahan gaya tera woh humsafar.?
Tujhay to bohot naaz tha us par,
Yeh sun kar hum chup rahay magar..!
meray aansuon nay jawab diya..!
Milna qismat..
Bicherna naseeb tha..
Wo mujh say itna door ho Gaya..
Jitna..!
Woh meray Qareeb tha...

Us zakham k bharnay main kuch dair to kagti hai.
Jis zakham main shamil hun apno ki inayat...
-----------------------------------------------
Saari duniya main taqseem tum apna waqt kartay ho
Ayaz
Sirf meray liye tum ko koi lamha nahi milta.

Guzar jaye gi zindgi us k bagair bhi Umar..
Wo hasrat-e-zindgi to nahi...!
---------------------------------------------
Itna bhi hum se naraz mat hua karo..
Dost
Bad qismat hain hum magar bewafa nahi..
----------------------------------------------
Masroofiyatr say wabasta hai ye zindgi meri..
Faraz
Khud gawaah hai ka phir bhi doston ko
Bohat yaad karaty hain

Darde-e-Fitrat ne itna barbaad kia,
Teri yaahon ke siwa aur kuch na yaad kia,
Zindgi kar na saki dard ka ellaj,
Sukoon tab tab mila jab bhi tujhay yaad b kia..

Bin us k zindgi dard-e-Tenha hai
Meri ankhon main mout ayi hai Kehtay hain log ishaq
ko ibadat yaro
Ibadat main phir q itni ruswai hai

Koi hamsafar nahi hai, Koi raazdan nahi hai
Faqt aik dill tha apna , so wo mehrbaan nahi hai
Kis aankh ko sada doon? Kis Zulf ko pukaroon?
Barri dhoop parr rahi hai, Koi sayebaan anhi
hai
Meray dard ki Haqeeqat, meray aansuon se poocho
mera majlisi tabassum, Mera Tarjumaan nahi hai.
Inhi patthron pe chal k agar aa sako to aao
Mere ghar k rastay me koi Kehkashaan nahi hai..
------------------------------------------------
Meri sham-e-tenhai aksar mujh se puchti hai
Kahab gaye wo log jin k liye zamane ko Thukraya tum ne
Kahan ho Begherton ye wasi tany mar raha hai,

No comments:
Post a Comment