Sunday, August 7, 2011

All Is Well

4 chezon ko khob sanbhal kar rakho:
1-Namaz main dil ko,
2-Tanhai main soch ko,
3-Mehfil main zuban ko,
4-Rastay main nighaah ko,

---------------------------------------------------
Nahi sajday kiye hum ne kabhi gairon ki chokhat par,
Iqbal
Hamian jitni zarorat ho Khuda se mang laitay hain.

----------------------------------------------------
Maut k bad insan 5 hison main taqseem ho jae ga.
1-Rooh
Malk uk maut lejaye ga.
2-Maal
Waris le jain gay
3-Gooshat
Keeray makoray kha jain gay.
4-Haddiyan
Mitti kha jaye ge.
5-Nekeaan
Qaraz dar le jain gay
Lekain koshish karna k EMAN shaitan na le jaye.

-----------------------------------------------------
Hadees-e-Pak
Jis ne ASTAGHFAR ko apnay uper lazim kar lia, ALLAH
us ki har pareshani door farmaye ga,
aur har tangi se isay Raahat ata Farmaye ga,
aur usay esi jaga se rizaq ata famaye ga,
jehan se us ka ghman bhi na ho ga,
-
-------------------------------------------------------
AAP (S.A.W.W) ne farmaya k jab meri ummat se 
ASTAGHFAR karna kam ho ga, to un par barish ka nazool
kam ho ga,
Abhi ASTAGHFIRULLAh parho.

-------------------------------------------------------
1 din Hazarat Jibrail (A.S) Hazoor (S.A.W.W) k pas aye or kaha
Allah ne mujhay itni taqat di hay k main sari dunia k darkhton k
pattay gin sakta hon
or paani k saray katray or rait k saray zarray gin sakta hon
Lekain
Us aadmi par Allah ki Rehmat ki tadad nahi gin sakta
jo
APP (s.A.W.W) par 1 baar Darood parta hai
Subhan Allah

-------------------------------------------------------------
Nafrat ko hazar moqay do
k wo Mohabbat ban jaye
Lekain!
Mohabbat ko aik bhi moqa na do k wo nafrat ban jaye,

--------------------------------------------------------
Ghazalain
Toot k bikhrta hon to is bat ka ehsas hota hai,
Zindgi itni takleef dailti hai to phir maut ka akam kia ho ga..?

-----------------------------------------------------------------
kabhi hum bhi tumhari jaan thay,
Shayad k tumhain yad ho,
Teri hasti ki shan thay
Shayad k tumhain yahd ho,
aaj jo tum oron pe mar mitay ho haanm,
kal hum pe tum qurban thay Shayad k tumhain yaad ho,
Ab miltay ho to nazren tak chura letay ho tum,
Kal miltay sar-e-aam thay
shayad k tumhain yad ho,
Ab tazkra jo ho mera to uth jatay ho mehfil se,
Kal hum tumharay naam thay
shayad k tumhain yad ho,

------------------------------------------------------
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi,
jazbat beh rahe the rawani ghazab ki thi...
Raja bhi lajawab tha wadi-e-ishaq ka..
Lekain dayar-e-husan ki fani ghazab ki th,..
Kaye kaye na shaam ai meri umar main magar...
Guzri jo teray sath sohani ghazab ki thi,..
Dekhni hai main ne sheher main charti jawani..
Lekain jo tujh pe ai jawaani
Ghazab ki thi.
Main ik umar tak likhta raha dastan-e-gham..
Jo tum ne sunai kal shab wo kahani ghazab ki thi..

----------------------------------------------------------
Un k andaz-e-karam,
un pe wo aana dil ka haaye wo waqat,
wo batain wo zamana dil ka
na suna us ne tawajao se fasana dil ka
Umar guzri per darad na jana dil ka
dil lagi dil ki lagi ban k mita deti hai
Rog dushman ko bi ya Rab na lagana dil ka
wo bi apna na howe dil be gaya hathon se
aisay anay se to behtar hai na aand dil ka
unki mehfil main parveen un k tabasum ki adaa
hum dekhte reh  gaye hath se janan dil ka..

--------------------------------------------------
Intelligent Sardar
All scientists fail 2 answer this but sardar rocks!
Q: which liquid thing rurns solid on heating?
Ans: beasan k pakoray.

-----------------------------------------------------


Dark Circles Around Eyes

Make a paste out of 1 tsp. tomato juice, 1/2 tsp. lemon juice,
 a pinch of turmeric powder, and 1 tsp. of flour. Apply around eyes.
Leave on for 10 minutes before rinsing.
---------------------------------------------------------------------
Samandar k kharay  pani ko ALLAH meetha kar k uthata hai aur
barish ki shakal main barsata hai.
Baraf banan kar pak karta hai,
wahan se nadi nalon ki surat daraya main girtay hain zamino
ko sairab karta wapas samandar main ja girta hai,
Yahi pani bakri se doodh, hiran se mushik,makhi se shed,
sanp se zehar,aur insan k liye zindgi
ban jata hai, yahi pani darkhton main aam saib annar
naryal ban jata hai,
Phir sab ka rang zaiqa khushbu taseer alg alg or juda, 
ye sab khasusiat ALLAH ne aik pani k katry main rakhi han. Aur tum
apnay Rab ki kon kon si nemat ko jhatlao gay.
--------------------------------------------------------------
Hazrat Musa (A.S) asked ALLAH what do you do when you are Happy?
ALLAH Sweet replied i make it rain.
Musa (A.S) asked again, What do you do When your more happy?
ALLAH Replied i send guests .
Musa (A.S) asked the final time,
What do you do when you the happiest?
ALLAH Replied i make Daughters.

--------------------------------------------------------
Ya ALLAH Meray wo gunah maaf farma jo meri
duaon ko qabool nahi honay detay
Ameen
Ghazab ki nigah se na dakh mujhay ae dozkh..!
Bara Raheem hai jis ka Gunhgar hon main.

------------------------------------------------
Allah pak Farmatay hain tu mujhay fajar or Asar
ki namaz k baad thori dair yad kar lia kar,
Teray tamam kamon ki zamadari meri hai.

------------------------------------------------
Namaz partay waqt aglay lafz pe tawjah rakho
Is tarha dosre khalat ruk jate hain.
Kuch shak nahi apka 1 sms kisi ki Namaz sanwar de,

------------------------------------------------
Wohi to ALLAH hai jise Main ne
halat-e-maraz main pukara to shifa dedi.
Bhook main pukara to ghaza dedi
Payas main pukara to pani pila dia
Zil;at main pukara to izat dedi
Jahalt main pukara to Noor-e-Marfat se nawaz dia
Rah main bhatak gaya to rasta Dikha dia
Gurbat main Pukara to ghani bana dia
AE ALLAH TU muaf karnay wala ha
or Muafi ko pasan karta hai
Hamian bhi muaf farma
AMEEN

------------------------------------------------------
Memories play a  confusing role.
They make you laugh when you rember the time we cried
together!But make uyou cry when you remember the timer
we laughed together...

-----------------------------------------------------
Musibton ka muqabla sabar se karo
or nematon ki hifaz shukar se karo.

-------------------------------------------
Kamyabi hoslon se milti hai, or
hoslay doston se miltay hain,
or
or muqdar doston se miltay hain
or
Muqadar insaan khud banata hai

-----------------------------------------
forgivness is the noblest revenge..
Make peace with others and quarrel
With ur own faults.

----------------------------------------
Indian k 1 gaon main 1 cinema khula.Gaon walay
watan se mohabat kartay thay is liye unho ne
Cinema ka naam rakha.
Gandhi G ki Dhooti
Ab jab koi nayi film lagti to us ka poster lagta.
Ganghi g ki dhoti main Spider man,

----------------------------------------------------
Nice one..
Wo bewafa hi kaya to kiya hua,
Mat bura kaho usko,
Tum mujh se set ho jao,
Dafa karo usko,

---------------------------------------------------
Aj kuch bat kar raha hai dil,
Shayad koi faryad kar raha hai dil
Chupke se keh dya dharkan ne,
Wo ap ho jise yad kar rahah hai dill.

--------------------------------------------------
Why do women take so much time inproving their intelligence?
Because they know men are stupid but not blind.

------------------------------------------------------------
Takleef wo jo  tarpa de
Teacher wp jo saza de
Mohabbat wo jo wafa de
Dushman wo jo marwa de
aur
apna wo eid ki shoping karwa de.
hai koi mera apna.

--------------------------------------------------------
Aurton aur larkiun main sar dhanpnay ki Adat dalleay
Rasool Pak (S.A.W.W) ny farmaya:
Jab AAP Miraaj par gaye to daikha k meri umat ki bohat
si aurtain sakht azab main then , un k Baal jahanum ki
dewaron se bandhy huay thay yeh wo aurtain then k jo apnay
sar k baal Na Mehramon se nahinb chupati thein,

-----------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment