Sunday, August 7, 2011
News Plus: All Is Well
News Plus: All Is Well: "4 chezon ko khob sanbhal kar rakho: 1-Namaz main dil ko, 2-Tanhai main soch ko, 3-Mehfil main zuban ko, 4-Rastay main nighaah ko, ----..."
All Is Well
4 chezon ko khob sanbhal kar rakho:
1-Namaz main dil ko,
2-Tanhai main soch ko,
3-Mehfil main zuban ko,
4-Rastay main nighaah ko,
---------------------------------------------------
Nahi sajday kiye hum ne kabhi gairon ki chokhat par,
Iqbal
Hamian jitni zarorat ho Khuda se mang laitay hain.
----------------------------------------------------
Maut k bad insan 5 hison main taqseem ho jae ga.
1-Rooh
Malk uk maut lejaye ga.
2-Maal
Waris le jain gay
3-Gooshat
Keeray makoray kha jain gay.
4-Haddiyan
Mitti kha jaye ge.
5-Nekeaan
Qaraz dar le jain gay
Lekain koshish karna k EMAN shaitan na le jaye.
-----------------------------------------------------
Hadees-e-Pak
Jis ne ASTAGHFAR ko apnay uper lazim kar lia, ALLAH
us ki har pareshani door farmaye ga,
aur har tangi se isay Raahat ata Farmaye ga,
aur usay esi jaga se rizaq ata famaye ga,
jehan se us ka ghman bhi na ho ga,
-
-------------------------------------------------------
AAP (S.A.W.W) ne farmaya k jab meri ummat se
ASTAGHFAR karna kam ho ga, to un par barish ka nazool
kam ho ga,
Abhi ASTAGHFIRULLAh parho.

1 din Hazarat Jibrail (A.S) Hazoor (S.A.W.W) k pas aye or kaha
Allah ne mujhay itni taqat di hay k main sari dunia k darkhton k
pattay gin sakta hon
or paani k saray katray or rait k saray zarray gin sakta hon
Lekain
Us aadmi par Allah ki Rehmat ki tadad nahi gin sakta
jo
APP (s.A.W.W) par 1 baar Darood parta hai
Subhan Allah
-------------------------------------------------------------
Nafrat ko hazar moqay do
k wo Mohabbat ban jaye
Lekain!
Mohabbat ko aik bhi moqa na do k wo nafrat ban jaye,
--------------------------------------------------------
Ghazalain
Toot k bikhrta hon to is bat ka ehsas hota hai,
Zindgi itni takleef dailti hai to phir maut ka akam kia ho ga..?
-----------------------------------------------------------------
kabhi hum bhi tumhari jaan thay,
Shayad k tumhain yad ho,
Teri hasti ki shan thay
Shayad k tumhain yahd ho,
aaj jo tum oron pe mar mitay ho haanm,
kal hum pe tum qurban thay Shayad k tumhain yaad ho,
Ab miltay ho to nazren tak chura letay ho tum,
Kal miltay sar-e-aam thay
shayad k tumhain yad ho,
Ab tazkra jo ho mera to uth jatay ho mehfil se,
Kal hum tumharay naam thay
shayad k tumhain yad ho,
------------------------------------------------------
Us k labon pe raat kahani ghazab ki thi,
jazbat beh rahe the rawani ghazab ki thi...
Raja bhi lajawab tha wadi-e-ishaq ka..
Lekain dayar-e-husan ki fani ghazab ki th,..
Kaye kaye na shaam ai meri umar main magar...
Guzri jo teray sath sohani ghazab ki thi,..
Dekhni hai main ne sheher main charti jawani..
Lekain jo tujh pe ai jawaani
Ghazab ki thi.
Main ik umar tak likhta raha dastan-e-gham..
Jo tum ne sunai kal shab wo kahani ghazab ki thi..
----------------------------------------------------------
Un k andaz-e-karam,
un pe wo aana dil ka haaye wo waqat,
wo batain wo zamana dil ka
na suna us ne tawajao se fasana dil ka
Umar guzri per darad na jana dil ka
dil lagi dil ki lagi ban k mita deti hai
Rog dushman ko bi ya Rab na lagana dil ka
wo bi apna na howe dil be gaya hathon se
aisay anay se to behtar hai na aand dil ka
unki mehfil main parveen un k tabasum ki adaa
hum dekhte reh gaye hath se janan dil ka..
--------------------------------------------------
Intelligent Sardar
All scientists fail 2 answer this but sardar rocks!
Q: which liquid thing rurns solid on heating?
Ans: beasan k pakoray.

Dark Circles Around Eyes
Make a paste out of 1 tsp. tomato juice, 1/2 tsp. lemon juice,
a pinch of turmeric powder, and 1 tsp. of flour. Apply around eyes.
Leave on for 10 minutes before rinsing.
---------------------------------------------------------------------
Samandar k kharay pani ko ALLAH meetha kar k uthata hai aur
barish ki shakal main barsata hai.
Baraf banan kar pak karta hai,
wahan se nadi nalon ki surat daraya main girtay hain zamino
ko sairab karta wapas samandar main ja girta hai,
Yahi pani bakri se doodh, hiran se mushik,makhi se shed,
sanp se zehar,aur insan k liye zindgi
ban jata hai, yahi pani darkhton main aam saib annar
naryal ban jata hai,
Phir sab ka rang zaiqa khushbu taseer alg alg or juda,
ye sab khasusiat ALLAH ne aik pani k katry main rakhi han. Aur tum
apnay Rab ki kon kon si nemat ko jhatlao gay.
--------------------------------------------------------------
Hazrat Musa (A.S) asked ALLAH what do you do when you are Happy?
ALLAH Sweet replied i make it rain.
Musa (A.S) asked again, What do you do When your more happy?
ALLAH Replied i send guests .
Musa (A.S) asked the final time,
What do you do when you the happiest?
ALLAH Replied i make Daughters.

Ya ALLAH Meray wo gunah maaf farma jo meri
duaon ko qabool nahi honay detay
Ameen
Ghazab ki nigah se na dakh mujhay ae dozkh..!
Bara Raheem hai jis ka Gunhgar hon main.
------------------------------------------------
Allah pak Farmatay hain tu mujhay fajar or Asar
ki namaz k baad thori dair yad kar lia kar,
Teray tamam kamon ki zamadari meri hai.

Namaz partay waqt aglay lafz pe tawjah rakho
Is tarha dosre khalat ruk jate hain.
Kuch shak nahi apka 1 sms kisi ki Namaz sanwar de,

Wohi to ALLAH hai jise Main ne
halat-e-maraz main pukara to shifa dedi.
Bhook main pukara to ghaza dedi
Payas main pukara to pani pila dia
Zil;at main pukara to izat dedi
Jahalt main pukara to Noor-e-Marfat se nawaz dia
Rah main bhatak gaya to rasta Dikha dia
Gurbat main Pukara to ghani bana dia
AE ALLAH TU muaf karnay wala ha
or Muafi ko pasan karta hai
Hamian bhi muaf farma
AMEEN

Memories play a confusing role.
They make you laugh when you rember the time we cried
together!But make uyou cry when you remember the timer
we laughed together...

Musibton ka muqabla sabar se karo
or nematon ki hifaz shukar se karo.
-------------------------------------------
Kamyabi hoslon se milti hai, or
hoslay doston se miltay hain,
or
or muqdar doston se miltay hain
or
Muqadar insaan khud banata hai
-----------------------------------------
forgivness is the noblest revenge..
Make peace with others and quarrel
With ur own faults.
----------------------------------------
Indian k 1 gaon main 1 cinema khula.Gaon walay
watan se mohabat kartay thay is liye unho ne
Cinema ka naam rakha.
Gandhi G ki Dhooti
Ab jab koi nayi film lagti to us ka poster lagta.
Ganghi g ki dhoti main Spider man,

Nice one..
Wo bewafa hi kaya to kiya hua,
Mat bura kaho usko,
Tum mujh se set ho jao,
Dafa karo usko,

Aj kuch bat kar raha hai dil,
Shayad koi faryad kar raha hai dil
Chupke se keh dya dharkan ne,
Wo ap ho jise yad kar rahah hai dill.

Why do women take so much time inproving their intelligence?
Because they know men are stupid but not blind.
------------------------------------------------------------
Takleef wo jo tarpa de
Teacher wp jo saza de
Mohabbat wo jo wafa de
Dushman wo jo marwa de
aur
apna wo eid ki shoping karwa de.
hai koi mera apna.

Aurton aur larkiun main sar dhanpnay ki Adat dalleay
Rasool Pak (S.A.W.W) ny farmaya:
Jab AAP Miraaj par gaye to daikha k meri umat ki bohat
si aurtain sakht azab main then , un k Baal jahanum ki
dewaron se bandhy huay thay yeh wo aurtain then k jo apnay
sar k baal Na Mehramon se nahinb chupati thein,
-----------------------------------------------------------

Friday, August 5, 2011
News Plus: Sms of the week
News Plus: Sms of the week: "har su teri hi qudrat k hai lakhon jalway Maula Hyeran ho me do ankhon se kaya kaya dekhon. -------------------------------------- If 3..."
Sms of the week
har su teri hi qudrat k hai lakhon jalway
Maula
Hyeran ho me do ankhon se kaya kaya dekhon.
--------------------------------------
If 3 second can make a photograph more
beautiful then just imagine if you keep
smiling always how beautiful your life
will be.
-----------------------------------------
Shadi main 1 pathan bohat dair tak khana
khata raha
kisi ne pucha kab tak khao ge?
Pathan:hum to khud thak gaya hai lekan card per
likha tha Dinner 7:00 pm to 9:00Pm
--------------------------------------------------
1 pathan kasaai ban gaya,
us ne jab pehli qurbani ki to sab nay usay boht mara..
Q?
us neay galy pr churi phertay houe kaha...
.
.
.
.
happy birhtday to you..
------------------------------------------------------
Jab bacha paida hota hai to saray khandan walay usay
dekhnay atay hain
Bachay ka baap kehtan hai meray betay ka chehra to
mujh par gaya hai..
chahch kehtah hai k is ka hath paon to bilkul mujh
par gaye hain...
Maa kehti hai iss ki naak mujh par gai hai..
Mamon kehta hai iss k kaan mujh par gaye hain..
Phir jab
Wo hi bacha bara ho kar lakian chairta hai to
saray khandan walay kehtay hain
.
.
.
.
Pata nai haramda kiday tey gaya a.
---------------------------------------------------------
Husan wlon ko kaya zarorat hai sanwrnay ki
dosto,
Tum to sadgi main bhi qayamat ki ada rakhtay ho,
Dedicate to me Clapping
Thank you
Thank you
baith jain.
-------------------------------------------------------
Abhi raat k diye jalay hain.
abhi taron k karwan chalyay hain
abhi hawan ne anchal lehraya hai.
Abhi chaand nay
chehra dikhaya hai.
Kuch wasal ki baat honay do,
Cahlo adhi rat honay do
Phir dil ko be-Qarar hona hai
Tab ankh ki meri sona hai
Phir raat chalay ge
Baat chalay ge.
Phir yadon ki barat chaly ge.
Phir khawab nagar main Basaira ho ga.!
Phir Subah talk wo mera hoga!
Phir subah tak wo mera ho ga.

bichar k tum say zindgi saza lagti hai.
yeh saans bhi jaisay mujh say khafa kagti hai,
Tarap uthatay hain dard k maaray,
Zakhmon ko jab teray shehar ki hawa kagiti hai.
Agar ummeed-e-wafa karon to kis say karon,
Mujh ko to meri zindgi bhi be- wafa lagti hai.

Zindgi uski jis ki mout pe zamand afsoos karay,
Wasi
Youn to har shaks aata hai is Dunia main marnay k liye?

Kisi ke sath guzray pak baray rangeen hotay hain,..
Mohabbat k ye roz-o-shab baray haseen hotay hain..
Ishaq karna hai to pehlay bikhrnay ka hunar sikho.,
Ishaq main aksar hadsay baray sageen hotay hain.,
kabhi fursat main aak k daikh is vairan se dill main.
Ap ki yad main hum bhi baray ghamgheen hotay hain!
-----------------------------------------------------
Daikh kar tenha mujh se pocha baharon nay,
Kahan gaya tera woh humsafar.?
Tujhay to bohot naaz tha us par,
Yeh sun kar hum chup rahay magar..!
meray aansuon nay jawab diya..!
Milna qismat..
Bicherna naseeb tha..
Wo mujh say itna door ho Gaya..
Jitna..!
Woh meray Qareeb tha...

Us zakham k bharnay main kuch dair to kagti hai.
Jis zakham main shamil hun apno ki inayat...
-----------------------------------------------
Saari duniya main taqseem tum apna waqt kartay ho
Ayaz
Sirf meray liye tum ko koi lamha nahi milta.

Guzar jaye gi zindgi us k bagair bhi Umar..
Wo hasrat-e-zindgi to nahi...!
---------------------------------------------
Itna bhi hum se naraz mat hua karo..
Dost
Bad qismat hain hum magar bewafa nahi..
----------------------------------------------
Masroofiyatr say wabasta hai ye zindgi meri..
Faraz
Khud gawaah hai ka phir bhi doston ko
Bohat yaad karaty hain

Darde-e-Fitrat ne itna barbaad kia,
Teri yaahon ke siwa aur kuch na yaad kia,
Zindgi kar na saki dard ka ellaj,
Sukoon tab tab mila jab bhi tujhay yaad b kia..

Bin us k zindgi dard-e-Tenha hai
Meri ankhon main mout ayi hai Kehtay hain log ishaq
ko ibadat yaro
Ibadat main phir q itni ruswai hai

Koi hamsafar nahi hai, Koi raazdan nahi hai
Faqt aik dill tha apna , so wo mehrbaan nahi hai
Kis aankh ko sada doon? Kis Zulf ko pukaroon?
Barri dhoop parr rahi hai, Koi sayebaan anhi
hai
Meray dard ki Haqeeqat, meray aansuon se poocho
mera majlisi tabassum, Mera Tarjumaan nahi hai.
Inhi patthron pe chal k agar aa sako to aao
Mere ghar k rastay me koi Kehkashaan nahi hai..
------------------------------------------------
Meri sham-e-tenhai aksar mujh se puchti hai
Kahab gaye wo log jin k liye zamane ko Thukraya tum ne
Kahan ho Begherton ye wasi tany mar raha hai,

News Plus: Islamic Point
News Plus: Islamic Point: "Jab Hum Namaz nahi phartat to ye mat socha karo k waqat nahi mila bal k ye socha karo k hum se aisi kon si galti hoi k ALLAH ne hamain Ap..."
Islamic Point
Jab Hum Namaz nahi phartat to ye mat socha
karo k waqat nahi mila bal k ye socha karo
k hum se aisi kon si galti hoi k ALLAH ne hamain
Apnay samnay khara karna pasand nahi kia?
Nmaz bhi to mulaqat hai Banday ki apne Rab Se,
jese hum bhi un hi logon ko apne Ghar Bulatay
hain jo hamain Achey lagtay hain.
Think about it.
-----------------------------------------------
Sirt Ehsas-e-nadamat,Chashm-e-tarr or ek sajada,
Meray Khuda Tujhay manana kitna asan hai.
------------------------------------------------
Galat baat par ghusssa aa jana Sharaft ki
Nishani hai,
Lekain usi ghussay ko pee jana Momin ki Nishani hai
---------------------------------------------------
3 chezain Allah ko boht pasan hain...
1-Garmiyun k Rozay,
2-Sardiun ka Wazoo.
3-Jawani ki ibadat
-------------------------------------
Hadeese-e-Qudsi
Ae insaan Meri Ibadat K liye faarigh ho ja
Teri bhok khatam kar don ga aur tera seena itmenan
se bhar donga aur agar tu ne aisa na kia tu raat din
mehnat main laga donga aur teri bhok kabhi khatam na hogi.
Tarmizi Sherif,Jild 2ND, page 73.
-----------------------------------------------------------
AAP (S.A.W.W) ne farmaya:
Ankhon ko unka haq do.Logon ne pocha Hazoor (S.A.W.W)
ankhon ka haq kaya hai?
Aap (S.A.W.W) ne farmaya"Quran ki ziyart.
---------------------------------------------------------
Kaya koi insaan Maths parhe bina Engenieer ban sakta hai?
Biology parhe bina Doctor ban sakta hai?
Law paray Bina Lawer Ban sakta hai? Nahi na
Tu phir sochiye k Hum Quran aur Namaz parhe bina
Muslamaan kese ban sakte hain.
Are you agree please coments.
--------------------------------------------------------
Hazarat Aqba Bin Amir (R.A) se rewayat hai k main ne
Nabi (S.A.W.W) se pucha k Jehnam aur Jehnam ki aag sy nijat ka
Zariya kaya hai? Jawab me Aap (s.A.W.W) ne farmaya k apni zuban
Qabu main Rakho aur apne Gunahon par Roya karo.
-------------------------------------------------------------
MOHAMMAD
Kitna payara Naam hai
Mooh se pura niklta nahi or Hount ik dosray ko 2 dafa choom
letay hian
Try it.

Read it care fully
Dear Muslims as you know that
Roza is the important of our ISLAM but
through funny sms it is showing that Roza is just
an irritating thing.
Like these type of sms
Rozay daro Hosla karo,
Rozey main kesi Shakal nikal ai,
etc,etc,
Remember dis,
It makes very negative inpact on our religion!
so please keep avoiding all type of sms which
makes a fun of Fast, ! Please forward it and just
do forward to wake up da Muslims..!

What is Quran
Allah ki kitab jo poori dunya ki sardar
Kitbon ko lanay wale Jibrail (A.S) jo Firshton k
Sardar
Jis par utra wo Nabiun ka sardar Mohammad (S.A.W.W)
Jis ummat par utra wo ummat ki sardar Muslman
Jis shehr main utra wo shehron ka sardar Macca,Madina
Jis mehnay main utra wo Maheenon ka sardar Ramdan
Aur jis rat mumkin hua wo rat raton ki sardar
Shab-e-Qadar
Yeh hai Muslimanon ki virasat.

Subscribe to:
Posts (Atom)